Wednesday, 7 June 2023

12 Best Dialogues From Scam 1992: The Harshad Mehta Story

“Jab jeb mein money ho na toh kundli mein shani hone se koi fark nahi padta.”
“Risk hai toh ishq hai!”
“Profit Dikhta hai, toh har koi jhukta hai.”
“Success kya hai? Failure ke baad ka chapter.”
“Emotion mein insaan hamesha galti karta hai.”
“Locha, lafda aur jalebi fafda, isko gujarati ki life se koi nikal nahi sakta.”
“Old school ho ya new school, sabke syllabus mein ek subject common hota hai – profit aur woh mera favorite subject hai.”
“Business mein saturation aata hai, dimag mein thodi? Woh chalta rehta hai na!”
“Share market itna gehra kuan hai jo poore desh ki paise ki pyaas bujha sakta hai.”
 “Ye market ka masala na char cheezo se banta hai, Pehla Tip, khabar insider trading, research, usme thoda risk mila, ab risk jitna zyada, market ka masala utna hi teekha”
“Market me Sabse bada jokhim, jokhim na lene mein hai”
“Ab meri tarah risk se ishq hai to kood pado, ya to duboge ya udoge”
“Ab apne paas kharch karne ko sirf time hi toh hai nahi toh sahi time ka wait karne mein khud kharch ho jayenge.”
“Ek baat yaad rakhna ye america ka wall street nahi hai, Bombay ka dalal street hai, aur ye satta bazar,yahan par bear niche mare ya bull upar,jab lagti hai to aadmi zameen par hi girta hai”
“Gujarati ke liye dhanda dharam se bhi bada hota hai”
“Sabke dimag me ye baat baith jani chahiye, ke mehta ka raajma, market maja ma”
“Free me to main mere baap ko bhi tip nahi deta”
“Share market me log kismat mein vishwaas rakhte hain, par main kismat me nahi keemat me vishwas rakhta hoon”
“Aapko pata hai mera sabse bada crime kya hai? Ki main harshad mehta hoon”
“Agar meri Poonch me aag lagayenge na, to lanka to Unki bhi Jalegi”

No comments:

Post a Comment